Rain-Barish Shayari: Hey There! are you looking for
Rain-Barish Shayari, Rain-Barish Shayari In Hindi, Hindi Rain-Barish Shayari? If yes then you are here at the right place. Here at
Hindi Shayari Hub we have published a great collection of
Rain-Barish Shayari, Rain-Barish Shayari In Hindi, Hindi Rain-Barish Shayari.
You can use this
Shayari collection in various ways like you can use them a WhatsApp Status, FaceBook Status or you as use it as a SMS or in any way you want you can use them.
Top #10+ Rain-Barish Shayari In Hindi (Rain-Barish Collection)
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai,
Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai,
Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai,
Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai!
कल उसकी याद पूरी रात आती रही,
हम जागे पूरी दुनिया सोती रही,
आसमान में बिजली पूरी रात होती रही,
बस एक बारिश थी जो मेरे साथ रोती रही!
barish shayari ghalib
Khush nasib hote hain badal,
Jo dur rehkar bhi zameen par baraste hain,
Aur ek badnasib hum hain,
Jo ek hi duniya mei rehkar bhi.. Milne ko taraste hain.
|
Rain-Barish Shayari |
Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai,
Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati Hai.
Badal Jab Garajte Hain, Dil Ki Dharkan Badh Jati Hai,
Dil Ki Har Ek Dharkan Se Awaz Tumhari Aati Hai.
Jab Tez Hawayein Chalti Hai To Jaan Hamari Jati Hai,
Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai.
barish shayri 2 line
Agar Bhigne Ka Itna Hi Shoq Hai Baarish Me,
To Dekho Na Meri Aankhon Me,
Baarish To Har Ek Ke Liye Hoti Hai,
Lekin Ye Aankhein Sirf Tumhare Liye Barasti Hain.
Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad mein,
Aakash bhi simat gaya hai apne aap mein,
Oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
Maano chand bhi roya ho uski yaad mein.
barish shayari romantic
Badalon se keh do,
Jara soch samjh kar barse,
Agar mujhe unki yaad aa gayi,
To mukabla barabari ka hoga.
|
Rain-Barish Shayari |
रिमझिम तो है मगर सावन गायब है,
बच्चे तो हैं मगर बचपन गायब है..!!
क्या हो गयी है तासीर ज़माने की यारों
अपने तो हैं मगर अपनापन गायब है !
romantic barish shayari for girlfriend
Aye barish zara tham ke baras,
Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki woh ja na sake.
Barsat ki bheegi raaton mein fir koi suhani yaad aayi,
Kuchh apna jamana yaad aaya kuchh unki jawani yaad aayi,
Hum bhool chuke the jisne hamein duniya mein akela chhor diya,
Jab gaur kiya to ek surat jaani pehchani yaad aayi.
barish shayari in urdu
Suna hai barish usko bhi pasand hai,
Wo bhi meri tarhan barasti bundon ko hathon main samayte leti hai,
Suna hai Phool usko bhi pasand hain,
Wo bhi meri tarhan phoolon se ghanton batain karti rehti haai,
Suna hai chand usko bhi pasand hai,
Wo bhi meri tarhan raat raat bhar ushe takti rehti hai,
Suna hai tanhai usko bhi pasand hai,
Wo bhi meri tarhan?????.
Par wo tanha beth kar kis ko sochti hai?
Sari batain sachi hain magar
Ye bhi sach hai
Main jo uss k bare main har baat ki khabar rakhta hu,
Ye bhi janta hon k uss ki sochon ka mahwar main nahi.
Duao me shamil ho is tarah,
fulo me hoti hai khushbu jis tarah,
MATA aapki zindagi me khushiya de is tarah..
dharti par hoti hai Barish jis tarah.
funny barish shayari
Koshishen tmaam nakam ho gayi,
Ankhon se ansuon ki barish aam ho gayi,
Bewafai humse karke wo chale gaye,
aur wafa hamari badnaam ho gayi…
Kaise woh lot aye ke fursat usse nahi,
Duniya samajh rahi hai Mohabbat usse nahi,
Lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main,
Kafi dinon se Mujh se shikayet usse nahi,
Dil ki zameen us ki hai banjar issi liye,
Jazbon ki barishon ki jo aadat usse nahi.
|
Add caption |
barish shayari facebook
Ae barish zara thamke baras,
Jab mere yaar aa jaye to jamke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki wo jaa na sake…
Did you like our varieties of Rain-Barish Shayari, Rain-Barish Shayari In Hindi, Hindi Rain-Barish Shayari? We have gathered the lots of unique and beautiful Rain-Barish Shayari, Rain-Barish Shayari In Hindi, Hindi Rain-Barish Shayari for you. May you all would have liked it. If you really liked it then don’t forget to share it through the medium of social media to your friends and family. Thanks for a visit.
0 comments:
Post a Comment